Showing posts with label Gazal SMS. Show all posts
Showing posts with label Gazal SMS. Show all posts

Best Love SMS, Gazal SMS, Urdu Pyar SMS

Lagta nahi ke sath nibhae ga dair tak,
Lekin wo mujh ko bhool na paega dair tak. . .
Jo bhi qareeb aae ga us ke use zaror,
wo meri dastan sunae ga dair tak. . .
Dhonde ga wo mujhe inhi galiyon me aik din,
Dhonde ga or muJh ko na paae ga dair tak. . .
Me sahilon ki rait pe likhon ga us ka naam,
Wo paani pe naqsh banae ga dair tak. . .
Kis haal me hon us k baad me,
Sun kar use yaqeen na aaega dair tak!

Zara Tehro Chalay Jana

Mujayy Kuch Tum Sa Kehna ha
Zayda waqt neh lo ga
Zara si Baat karni ha
Na Dukh apnay sunany hain 
Na Koi Faray Karni ha
Na Ya Maloom Karna ha 
K ab halat kasay ha
Tumray humsafar thay jo 
Tumaray sath kasay ha
Na Ya Maloom karna ha
Taray Din raat ksay ha
Mujay bas itna kehna ha 
Mujay tum Yaad atay ho 
Bohut hi Yaad Atay ho