Posted by
Attock city Pictures
Saturday, 10 March 2012
Sheikh saddi kehtay ha
Ksi aurat k peechay chalny ki bajai ksi Asda k ya sher Loin k peechay chalna batr ha
q k jb asda ya sher wapis muray to wo ap ki jaan la lay ga lakin jb aurat mury ge to wo ap ka iman la lay ge
Posted by
Attock city Pictures
Monday, 20 February 2012
Sheikh Saadi Farmatay ha
Mustaqbil ko soch k apna haal zaya kar data hai
Pir Mustaqbil main apna maazi yaad kar k rota ha
Posted by
Attock city Pictures
Wednesday, 15 February 2012
Shaikh saadi kehty ha Insaan bhi kia shay ha.
Dolat kamany k lia apni sahat kho data ha or pir sahat ko wapis paany k lia apni dolat khota ha
Posted by
Attock city Pictures
Sheikh Saadi ka qol hai k:
Talwar do kism ki hoti hai;
- Lohay ki
- Mohabbat ki
Farq sirf itna hai k "Lohay" ki talwar 1 ko 2 kerti hai jab k "Mohabbat" ki talwar 2 ko 1 kerti hai.